^ lolzzz waisai mera zaatee khiyaal hay k insaan faqat apnee zimyadaree pehcaan lay k us kay zimmay kia hay or us ko iman daare say khaalis Allah ki raza k ley ada keray to khud ba khud dosra fard app kay haqooq ada keray ga
lakin ajj kal masla yeh k hum dosroon ko samjhaana chahtay k un per hamaray kia haqooq hain lakin khud is ko nahi samjhna chahtay
PG!...very true!. I second dat!!!....after alll its never b/w u n ppl...its always b/w u n Allah (swt).