Re: For married womens
^ lolzzz waisai mera zaatee khiyaal hay k insaan faqat apnee zimyadaree pehcaan lay k us kay zimmay kia hay or us ko iman daare say khaalis Allah ki raza k ley ada keray
to khud ba khud dosra fard app kay haqooq ada keray ga
lakin ajj kal masla yeh k hum dosroon ko samjhaana chahtay k un per hamaray kia haqooq hain lakin khud is ko nahi samjhna chahtay