For Lusi

Re: For Lusi

**Ab main os thread main nahi jaon gi I locked my self lol but I just wanna say name of father ya bap ka nam patta janna is liy zarori hota hai ky. Ghalti se kisi behan bhai ki shadi na hu jaay agar aap or civilized logon ko aysa honey sy koi masla nahi phir every thing is ok
** **Ahista ahista jab muashery main aysi ortin or bachy ziada ho jain gy ham family or bachon ke liy secrfice kerny wali orat ki reocgnation ko nahi bal ky apni hwas ko pura kerny walon ko izat dain gy yehi ho ga. Pryshani ki baat nahi.
islam main tu adoption se bhi mana kiy agiya hai or usool bataiya hy ky agar byta ya byti adopt bhi kero tu asal man bap k anam change na kero kiya koi is per amal ker rah y agar adopt kerta hy:aq:
Os ke peechy bhi logic hai ky agar adopt kerny waly mer jain or kisi ko pata na hu y ekis ka byta hy again wohi masla hu sakta hy.
Mujhy nam yad nahi a rah aik movie main aik lawyer shytan ka slave ban jata hy woh sab kerta hy magar jab shytan osy os ki behan ke sath ghalat kari kerny ko kehta hy tu woh inkar ker dyta hai.
Yahan mujhy Pakistan ka sacha waqya yad a giya hy kahoon gi tu cheekh pero gy. I mean Muslmis jab sirf oladain pyda ker ky kehty hain Allah ka hukam hai pabandi na lagao is per woh oladain nasha ker ky ye qabih kam bhi ker guzarti hain.(Ju os movie main ghalm of shaitan ne inkar ker diya tha)tak ker guzarti hain tu ye Mula or Muslim Abadi main izafy ky shaaiqeen bat kion nahi kerty ya kerny daity ky kis ka qasoor hai is qabih fail per?
**