and nothing for me
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
be wafa log
be wafa dunya
be wafa zamana
and nothing for me
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
be wafa log
be wafa dunya
be wafa zamana
You guys r so nice to each others may Allah bless u all and here is from me to all brothers and sisters
Ohhhhhhhh so sweeeeeeeet of uuuuuuu
Nayab: No tension please…i was kidding!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Be good..aur please mujhay marnay ki nahin ho rahi na!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
Janat: Bhai yar khana pakana mujhay nahin aata..la kar to de di hai..ab paka lo aap..kia butler samjha hai mujhay?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
¨°º¤ Ķämßáķħŧ ͧħq ¤º°¨
[QUOTE]
Originally posted by Khanzada:
**Nayab: No tension please…i was kidding!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Be good..aur please mujhay marnay ki nahin ho rahi na!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
he he nahin jee tension koun leh raha hai …i know keh aap mazaak kar rehe thay..aur haan aap bhi darhe na..jese aap hum seh mazaak kar rehe thay..wese hum bhi aap keh sath u know
Aww…mujhey to khana pakana nahi ata..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
ab kiya karein iss ghobi ke phool ka?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
Janat
**Hanie
~TaNhAyAaN~
nia_khan
**
aap log abhi sabar karayn, pehlay chotay bachon ki baari phir aap ki, yeh rona dhona band karayn forunn…warna pitai hogi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
bohat jald aap kay liyay bhi inshAllah
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
[This message has been edited by ? (edited July 29, 2002).]
Nayab: Good gal!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Janat: Karna kia hai..ab aisa kartay hain is ko gamlay main laga detay hain…us se aik poda niklay ga gobhi ka..woh bara ho ga to us main gobian niklain gi…agar us waqt tak aap ko khana pakana aa gaya to hum beth beth kar gobi gosht khaein gae..aur agar us waqt tak bhi nahin khana banana aaya to…
…to main sari gobian apne he sar par marne par majboor hoon ga!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frusty.gif
PS:
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
¨°º¤ Ķämßáķħŧ ͧħq ¤º°¨
Wesse yeh konsaa Gobhi ka Poda hota hai jiss meiN GobhiaaN ugti haiNLollz
Pakegaa to tab naa jaab aap UgaInge mujhey to lagtaa hai Gamlaa pehle hi TooT Jaanaa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
seedha seedhaa usse kaho …Gobhee kaa Phool aapki naazar…Pakar kar kar denaa hamko bhi kHabaar
ya bhej denaa lollz
yeh tau bhahi jaan sirf aur sirf khanzada aur uskaa baagh hi bataa sakte hain.
speshal khaad jo daaltaa hai sir jee
Tasneef: Yar yeh to aap ne aik poori ki poori tasneef he likh mari…qayas arayyan hain aap ki…toba karein..aur kahein to aik aadh phool aap ko bhi de doon..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
konsa chahiay..matar ka ya shimla mirch ka?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rotato.gif
Mareez-e-Ishq: Hahaha! if i have understood you right..to that was a real good one!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
¨°º¤ Ķämßáķħŧ ͧħq ¤º°¨
[QUOTE]
Originally posted by Khanzada:
**Nayab: Good gal!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
He he achee jee to ab mantee hai nah keh main good girl ho..he he thankssssss