For Hash Brown Jee - Jogi Songs

**wowwwwwwwww OMG kia sunvaa diyaa…zabardast…my heart became garden garden…vo bhii merii zabaan meN…zabar-das nahiiN zabar-11 :slight_smile:

ab shaadii agar ho bhii gaii to kahiiN aisaa na ho k mis-match ho jaaye aur yeh gaataa phiruuN “UN” ke saath:**