Re: For Everything Else … : A General Forum Promo
Miaan aap sirf ganjoN main hi nai, balkay math main bhi bikul zero hain ![]()
Teen ganjiaN jaatay to chaar ka chance tha, lekin Ganjon main ganja nikla aur phir 3 k bajai 4 hogai… nai bava abhi medical itti tarraqi nai kara na ![]()
aap kay ghanay balaoN ka raaz kia hay ? konsi khaad daalatay ? ![]()