Re: For Aliyish
arayyy climax k lagtay ... tumhara rishta sirf meri pasand say hoga . samjhay
khaberdaar jo kahin yahan wahan ka socha.
main nay dekh li hai
sharif aur sooghar si aik
naam bata doon ????
Dekhli hai tu mujhay bee dika dain :) ab kia arssii musaf'faf mein hee daik'on ga ?
Naam nah bata'ain , itnay naam kaysay likain geen :)
waysay bee jitnii ankhain achi hongeen us ki ankhain hoon geen
jitnay chahray achay hoongay us kay chahray hoon gay
itnii ankhain , itnay chahraay kaysay yaad rakoon ga !