For Aliyish

Re: For Aliyish

:smilestar: atleast mine looked like food
whereas yours looks like bird droppings :cb:

aliyish ghareeb log hain, daal roti par guzara kartay hain
halaal ka kamatay hain halaal ka khatay hain
Koi Husband naheen paal rakha kama kay khilanay wala :slight_smile:

Sakoon ki Daal roti so gunnah achi baysakoon kay murgh salan say

Fraudia aap nay meri plate wapis naheen bhijwaai.
Dekhain mujh ghareeb kay paas aik hi plate hay
Aaj bhi mujhay khana dongay main khana para :frowning: