Food Antakshri

Re: Food Antakshri

mujhe lagta hai tumhari to khopri hain naa.. woh empty hai..:hmmm:

ps dont ruin this thread.. ab jaldi se raite ka aur khana banao..

Re: Food Antakshri

english muffins :chai:

Re: Food Antakshri

samosey..

Re: Food Antakshri

lol… dont worry aap kaisy aik Pathan ke fav dish ho sakti ho…

Re: Food Antakshri

yummy pizza :D

Re: Food Antakshri

apple pie

Re: Food Antakshri

no I thought raita.. I was like since when is raita a pathan dish..:konfused: :smiley:

Re: Food Antakshri

eatable things :halo:

Re: Food Antakshri

sunflower seeds..

Re: Food Antakshri

raita tu sub ka fav dish hai…

tumhary sir main phir joaiN ho gayeN haiN.. :smilestar:

Re: Food Antakshri

oye.. tum boolte bohot ho..:smilestar: kabhi apna moonh band bhi kiya karo..:smack:

Re: Food Antakshri

ye mouN Khuda ne sirf khaane k ley nahi dia… tabhi tu you gettin fat day by day… :smiley:

Re: Food Antakshri

thas y ur feelin like at home over here in this thread..:smack:

Re: Food Antakshri

:khumar:

Re: Food Antakshri

^ lagta hai tumhe sirf popcorn khaney ko mila hai..:hehe:

Re: Food Antakshri

haan mujhey sirf popcorn acha lagta hai :khumar:

Re: Food Antakshri

SAAG :yummy:

Re: Food Antakshri

^

:hug: Hey stranger :bailan: Larki wher hav u been? and aik pm ya mail nahi kar satki thi mujhe :bailan:

Pm me ur email ID abhi

Re: Food Antakshri

ur angel!!!
bohat dair baad entry marti hai
anyways mai is ka konsa khana likhoon

Re: Food Antakshri

:smack: What is she talking about yaar?
Mene tau sirf uska naam dekha and i just replied to her, she’s a gud mate whom i lost touch of :frowning:

Kaha tha na hum khabi khabi entry maarte hein.
How are u?