Re: flooding kay sath sath…
jeeeee nahin ab itna bhi nahin banaya. itna banaya to zaroor kharab ho jaye ga ![]()
yaar ammi ka salan do dafa mil jata hai…apna pakka hua kyon nahin :pcg:
hehe are u sure character ghalat hai?![]()
woh drama to yaad hai par us main character nahin yaad…oh wait…haha i think i know what kind of guru you’re talking about ![]()