flooding ka hai zamana

:blush:

mae boht achii hoon :mocking:

kia ho raha hai :o

BV yeahh.. i luv chozay :love:

wow kitnay colorful choozay hain, mai sub kha loon kia, ya mujhay soup bana do subka… :yummy:

stretch ure legs and move them in circles :silly:

Kuch bhi nahee ho raha, raat main jaga tha and now at work, bohat neend aa rahee hai. :bummer:

:expressionless:

its ok now:p

kis ne kaha tha jaagnay ko :smack:

aisa kerien chutii le lien office se :o

:2guns:

Woh mosque gaya tha na, ibadat hui wahan per. Chutii lay ker kia karoon, neend tu waisay bhi nahee aani, eik dafa uTh gaya tu uTh gaya. :frowning:

:kiss:

[thumb=H]more21124_8025400.JPG[/thumb]

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Woh mosque gaya tha na, ibadat hui wahan per. Chutii lay ker kia karoon, neend tu waisay bhi nahee aani, eik dafa uTh gaya tu uTh gaya. :(
[/QUOTE]

awww.. . chalien aisa kerien k chay pee lien garam garam.. ya shower le lien :o

waisay chutti hai kubb?

Aray aray aap pistol main soup daal ker pila rahee ho lol, bowl mai do na. :stuck_out_tongue:

cute:kiss:

:blush:

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

awww.. . chalien aisa kerien k chay pee lien garam garam.. ya shower le lien :o

waisay chutti hai kubb?
[/QUOTE]
Aray yahan work per shower waghera kee facilities nahee (ghar say kerkay aana paRta hai), GYM jana paRay ga, and I dont feel like going anywhere. haan chai ka idea acha hai, mai aaya 2 cups chai kee layker. :p

[thumb=H]kittydoor21124_7982857.JPG[/thumb]

:smiley:

tu ap ghar se le ker naii aaye thay kia :smack2:

aik mere liye la rahay hein kia :blush: :smiley:

Aap ki billi kartab dikhati hai, kisi circus main kaam kerti hai kia? :hehe:

:rotfl:

kahan se leti hein ye picz aap :hehe:

plz remember me and my family in ure prayers 2night :flower1: