![]()
:whistling
![]()
[hh] ga kay sunao
Insaan bahii
kaise ho ![]()
Sinner beta: kaise ho bachay
![]()
bas theek hoon app sunain app kaysi hain
[QUOTE]
*Originally posted by Sinner: *
bas theek hoon app sunain app kaysi hain
[/QUOTE]
mae bhee theek hoon
kia ho raha hai :)
app say baat kar raha hoon ![]()
songs sun raha hoon ![]()
office mein kam bhi kar raha hoon ![]()
wah wah yanii aik saath 3 3 kaam ho rahay hein :o
koun se songs sun rahay ho? :o
sinner bahi mey theek houn ALLAHAMDOLIAAH app suney ![]()
choti mey theek houn tum kesey hou ? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
wah wah yanii aik saath 3 3 kaam ho rahay hein :o
koun se songs sun rahay ho? :o
[/QUOTE]
abhi chotha kam bhi karna hai aur woh study hai :(
aaye meri zindagi tou meray saath hai
aaye meri zindagi tou meray saath hai
ab mujhey is zamanay ki parwah nahi
jaan lay loon gi bhi jaan day doon gi mein
...
[QUOTE]
*Originally posted by insan: *
sinner bahi mey theek houn ALLAHAMDOLIAAH app suney :)
[/QUOTE]
ALLAH ka SHUKAR hai mein bhi theek hoon
insaan bhaii: mae bhee theek hoon
kia ho raha hia
SInner: ye kounsii movie ka hai ![]()
*jhank kar dekhing and... then out *
[QUOTE]
*Originally posted by Golden Scorpion: *
*jhank kar dekhing and... then out *
[/QUOTE]
GS bhai ko khainch ker thread mein wapas laying :D
Saaya
" jism mar nay say insan marta nahi
bas badal jata hay woh fakat yaad mein
zinda ho jata hai kud ba kud har ghari
us kay har zikar mein ua ki har baat mein
hum bhola kar usay bhool sagtay nahi
is liay bhool jaynay ki parwah nahi"
bus kuch nahi gupshup time
tohri der mey class hey to college jana hey
tum bato kiya hou rha hey homework ker liya ya nhai :bash:
![]()
p.s: 3D? ![]()
zabar10
..
ye hai kia.. song ghazal ya kia :s
app mugha koin marney per tuley hoy hou
![]()
ahaan nice nice
abhi thorii dair tu hoee hai ghar aye hoay.. abhi soun gii.. phir shaam mein parhoon gii ![]()