flooding ka hai zamana

aww.. tu rest kero na :flower1:. .

lol… koii haal nai..

tum ne hee kuttay ko tung kia ho ga na :teary1: bechara doggy :frowning:

naii na .. aewin bhonkna shuruu hogaya ..:smack2: ..

main to bhaaga … baad main dekha bandhaa hoa tha .. :snooty: ..

lol.. koi haal nahi…

bechara.. tum khol dete na usse :teary3: poor soul

pata nahi ja raha hoon
AH

the black thingyy barkin at us .. n u r callin him a poor soul .. :grumpy: ..

kaat leta to .. :teary1: ..

salam dosto :wave:

okzz.. takecare :flower1: .

kaat leta tu mar jata :bummer:

hayee.. masoom jaan :teary1: Allah ne bacha liya :flower1:

wsalaam..

how r u :hug: :slight_smile:

han .. aur uss ke baad police .. :rotato: ..

saalay kahin zindaa nai rehnayy detayy .. :teary1: ..

har jagaa aajatay hain uth ke .. :smack2: ..

tum jaise ganday bachoon k peechay perna chahiye police ko aur doggy ko bhee :smash:

ghar mein raha kero tum.. pata nahi hai k zamana kitna kharab hai :grumpy:

aur agar zamanayy se zyada hum kharab hon to .. :rotfl: ..

aur aaj to fone bhi aaya tha .. :blush: .. haye! ..

:love:

tub tu tumhein ghar mein rasii se baand ker rakhna chahiye :hoonh:

mujhe kio nahi aata fone us ka :teary1:

haye .. aap ko kis ke fone ka intezaar hayy .. :p ..

kahayn to main kardon kya .. ;) ..

:hug: ALLAH a suhker hey tum sunao ?

baht kush houn mey :smiley:

us k :blush:

oye sunooo.. tumhein Jal ka “ik din aye ga” kaisa lagta hai :halo:

haan na ker du :blush:

m 50 50 ..

hayien.. suchii mein :hug: goood :hula: kia howa?

itnayy ghaurr se nai suna .. abhi sunta hon .. :stuck_out_tongue: ..

tum to pehalayy keh rai thi k nai karna .. :teary1: ..

test mey 90 aya :smiley: