![]()
[QUOTE]
*Originally posted by DeSi KuRi: *
:-|
[/QUOTE]
:-|
kya hwa ![]()
zabardastee tou nahi hai:D
aapko shak kee nigaah se dekh rahee hai ![]()
acha…us ka talluq police sai tou nahi hai:konfused:
[QUOTE]
*Originally posted by puhspug: *
zabardastee tou nahi hai:D
[/QUOTE]
Mein ne bhains to naheen na churaee tumharee? :-|
jhanking once more in this thread
chair kai tou daikhooo…![]()
phir bataoon ga…daikhoo bhains ka mazaq nahi ![]()
Aajkal citizens police se ziyada chalaak ho gaye hain woh apna acha bura dekh ke aage baaat karte hain ![]()
abay police walay tou kuch daikhtay hi nahi naaa:rotfl: bass shak hi kafi hota hai un ka:D
BrB
Maan liya na ke bhains hai! ![]()
[QUOTE]
Originally posted by DeSi KuRi: *
*jhanking once more in this thread
[/QUOTE]
Yahan khatra hai....baad mein aana ;)
Pakistan Police ko bura bhalla mat kaho :nono:
khatra hai yeh to maloom hogya.. lekin jhanking to make sure ke goya khatra apko hai ya puhspug ki bhains ko
Donon ko hai, I guess ![]()
Pakistani thullay live 4 rishwat not their salaries.
ankhein matkana to koi apse seekhay...
BV.... becharon ki salaries hi kuch na ho to...ghareeb ka bhi to haq hota hai bal bachay palnay ka...
[QUOTE]
*Originally posted by DeSi KuRi: *
ankhein matkana to koi apse seekhay...
BV.... becharon ki salaries hi kuch na ho to...ghareeb ka bhi to haq hota hai bal bachay palnay ka...
[/QUOTE]
yeh kahee na desion walee baat :biggthumb
abb bhains ho kai bakri…tum ko kya:mocking: