nahin… main to sub say ready rehti hoon baat karnay kay liye.. lakin dosray nahin hotay ![]()
naii yaaR , abhii meri age hhi kiaa hayy ..
..
lakin main to ab bari ho chuki hoon ![]()
achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa…
ye kiss ne kaha? ya phir aap ne khud hi ye khayal ker liya hay?
haye Allah ..
..
![]()
acha jee.. mein jub kehti thee uss waqt suntey nahi thay..
chalo acha hay tumhey khud hi ehsaas ho gaya.. :halo:
baywaqoof larki- tou hum larka dhondey aap k liye? ![]()
where are seedhay and kulfi walaa ![]()
umm .. :halo: ..
abhi karlon kya ..
..
bs nay kaha thaa
![]()
or larkaa na dhoondain.. SHOBI hai naa ![]()
pehlay apney ammi abbu ko razi kero, phir larki ko razi kero.. ager woh maan jaaien tou ker lo.. :halo:
BS ko tou aadut hay bongi maarney ki..
aap bhi kiss ki baaton main aa jaati hain ![]()
acha theek hay, shobii se poch lo.. ager woh raazi hay tou ker deitey hain :halo:
mainn nee ..
..
kya hogayyaa hayy ..
..
wessayy pehlay pata to chalayy , main ne kaha kyaa hayy ..
..
aww ![]()
baywaqoof larki se pocho :halo:
aray main to aisay he mazak kar rahi thee
bs nay kuch nahin kiya ![]()
shobi to mere saath kiya..sub kay saath raazi hai ![]()
![]()
BRB
![]()
kesi ho aap nancy ![]()
acha theek hay
haan mujhey achi tarah maloom hay iss baat ka.. bilkul such hay ye..
acha mein jaati hoon.. sheyd thori deir baad aaon..
Allah hafiz ![]()
nancy walikumasalam ![]()
take care vivi maasi. Khush raha karo ![]()
Allah hafiz ![]()
theek hai…main bhi phir aoongee phir 10:30 par ![]()
okay Allah Hafiz ![]()
nancy ![]()