BV yeh Vivo pagal ho gi is ko mera avatar aur brokensky ka avatar aik jaisa lagta hai ![]()
bye bye mujhay jana hai
nahi ![]()
aap ka avatar abhi ye tou nahi hai..
pagal kiss ko bola? ![]()
avatar hay hii aik jaisa, iss main shuk nahi ![]()
Acha acha ab samajh mein aya
Mera yeh avatar sirf beautiful larkiyan dekh sagti hain
o ho galat bola mind kar gi chalo pagaloon ki sardar ho ![]()
mujhey baywaqoof na banayein chacha jee ![]()
aap ka avatar aur BS ka avatar same hi hai..
aap bhool rahey hain.. pagloon k sardaar aap hain.. :halo: ![]()
Mera yeh avatar sirf beautiful larkiyan dekh sagti hain
chalo koi baat nahin phir bhi Sardar tou hoon na tum tou woh bhi nahin ho ![]()
hoonh jo kehna hay, kahien.. ![]()
jo bhi khay raha hoon sahi hai ![]()
chalo ab mein ja raha hoon
BYE BYE
![]()
chalien aap nay maan tou liya k aap sardaar hain.. woh bhi paagloon kay.. ![]()
jee nahi, bilkul ghalat hay ![]()
mein bhi jaa rahi hoon ab..
Allah hafiz
B_V maasi bye
![]()
Allah hafiz every1 ![]()
![]()
kiya haal hai ?
S2
![]()
theek hoon aur suna kiya haal hai?
S1
Mein bhi theek thak hoon ![]()
Aur suna jani kiya ho raha hai ?
S2
Kiya baat hai aaj bara sharif ban hoa hai ?
Wasay har kisi say flirt karta rahta hai? kiyoon har kisi ko tang karta ?