I am fine..Net is slow :o
oh achaaa ..
..
yaar tumhayy to pata hayy ke aaj main gs per aaya hii naii tha ..
..
bas dekhlo , sources hain apnii kahin se bhi pics uthalaynn ..
..
damn kal 2 tests hainn ..
..
shukar hay aap hogayee hainn ..
..
same here
. ..
oye larke.. aur picz post ker du na farhan ki
mere pas mushkil se sirf 10 hain
.. plz mere bhai..
…
aww.. yaad ker liye ya nahi kie
…
han parh warh to lia hayy .. :halo: .. Allah malik hayy ..
abhii mood nai horaa yaar qasam se , tabeyaat kharab hayy ..
..
baaqi meray paaas to 10 pics bhi naii hain ..
poora folder noori and faraz anwar se bhara hoa hayy ..
..
dun worry.. inshaAllah achay ho jayein ge testz
..
plzz mere bhai kaheen se dhoondh ker post ker du na
…
:love:…
apne friend furQan se kaho na.. plz.. mere chotuu bhaii :halo:..
furqaan canada mainn hayy .. :halo: ..
i miss him ..
..
achaa abhii koi online aayega to uss se maang longa ..
..
:D:D:D
aww.. for good gaya hai ya wapas aaye ga?
..
aww thankss chotuu..
lub ya
..
wapas aayegana ..
.. hum 8 frenzz main sirf uss ka visa laga tha .. :halo: .. canadian born hayy ..
..
aww i lub u too ..
..
![]()
chootuuu mae ab ja rahii hoon.. tum yaad se picz pm ker dena
… Allah Hafiz ![]()
wapas aaye ga phir tu udaas na ho na ![]()
okzz ab mae chalii..
Takecare
…
jaa raii hoo ..
..
wapas aaogii .. ? .. bataoooo ..
..
Allah Hafiz ..
..
![]()
aap ab ayen hay , jab saari kahanii khatam hogayee hayy ..
..
![]()
kya haal hain hammad , kahan thayy .. :-| ..
![]()
![]()
dosto…mein yeh report le ke aaya hoon ke mera net marra ha hai ![]()