When is ur birthday BV??
![]()
chalo koi baat nahi, ab tou maloom ho gaya..
mein ne kaheen nahi likha, kisi aur forum per bhi nahi.. aap plz bataien mujhey,
Walah bas!
my birthday is in april (or should i say it was).
bataien na plz.. ![]()
![]()
bata do dya hai.. ab kaisay yaqeen dilaon aap ko ![]()
aap ne nahi bataya.. aur jo bataya hay woh ghalat bataya hay, plz bata dein na k kaisey maloom hova.. mein aap ko kuch nahi kahoon gi..
nahi mujhai dar lagta hai aap mujhai maarain gee.. ![]()
walah i see it on some other paki forum… maybe apnjahan, pakcrawler or hallgulla :my hand on neck: swearing
^^ itnay saray forums
mein ne kaheen bhi nahi bataya apna naam ![]()
chalien khair, ab tou maloom ho gaya.. ab plz kisi ko batayey ga nahi..
admin ko na batayo.. wo samjhain gay k i m doing ad ![]()
![]()
main kyon bataoon gaa kishi admin ko.. ![]()
mem saab aap nai apna naam baray baray alfaaz main likha hua hai… profile main ![]()
acha kissi ko nahi bataon gaa ![]()
mera acha paala sa muna sa shararti sa bacha..
hmmmm… makhan bazi ke special classes lee hain kya ![]()
mein ne kahan likha hay
![]()
![]()
kya haal hainn logon ke ..
..
We all are fine ![]()
Has ure fever gone down BS and how’s ure knee??