flooding ka hai zamana

smiloo which net connection do u use?

:wave:
Rab rakha :wave:

meri ghazaloon mein dhal gia hoo ga
chand kitna badal gia ho ga
chand kitna badal gia ho ga

rastoon ko wo janta kab tha
rastoon ko wo janta kab tha

paoon hee tha phisal gia ho ga

meri ghazaloon mein dhal gia hoo ga
chand kitna badal gia ho ga
chand kitna badal gia ho ga

baisabab ashak beh nahi saktay
baisabab ashak beh nahi saktay

koi pathar pigal gia ho ga

meri ghazaloon mein dhal gia hoo ga
chand kitna badal gia ho ga
chand kitna badal gia ho ga

manzilien door kyo hiee hain nazam
manzilien door kyo hiee hain nazam

rasta rasta badal gia ho ga

meri ghazaloon mein dhal gia hoo ga
chand kitna badal gia ho ga
chand kitna badal gia ho ga

chand kitna badal gia ho ga

:wave: Take care aiji, Allah hafiz.

[QUOTE]
*Originally posted by blushing_vision: *
smiloo which net connection do u use?
[/QUOTE]
.
mein net card use karta hoon
is waqat rabta use kar raha hoon

did u write that ureself :k:

:wave:
ALLAH HAFIZ
take care
be happy be smile always

sorry yaar main reply kar k bhool hi gaya! ab aa raha hoon :frowning:

whats the rate of rabta after 12?

Jiya are u a boy :eek:

abi GS pay mien nay khud likhi hay copy paste nahi kee
wesay punkaj kee ghazal hay
wesay mein heran hon kay mujay sari kesay yaad reh giee hay coz kafi arsay say yea ghazal nahi suni hay mei nay

m back again :smokin:

[QUOTE]
*Originally posted by blushing_vision: *
whats the rate of rabta after 12?
[/QUOTE]

i m not sure but its less then 5 rupees

acha acha

welcome back :slight_smile:

behna ki shadi kab hogi?

lota do wo lamhay jo meray sirf meray thay
mein un lamhoon ko qaid karna chata hoon

nahi karta intazar waqat! kesi ka
mein waqar ke is rawish ko badalna chata hoon

:)

[QUOTE]
*Originally posted by blushing_vision: *
behna ki shadi kab hogi?
[/QUOTE]

6 months say saal tak INSHALLAH

wesay yea wala shiar mein nay khud likha tha

bohat khoob ure shair :clap: