dair kahan.. 12:30 tu hoay hian :halo:
haan na.. tum bhee aajoao 
waisay chotayy.. pata hai mae ne aaj Dil haaray ki vdo dekh lee
:love:
Sinnner
i really dun like these words.. agr baat kerni hai tu insaan banay warna mujhe ap ko ignore kerna paray ga 
Sinner
4682
[QUOTE]
*Originally posted by BrokenSky: *
ooper neechay dekhnay ko keh rai hoo .. :-| ..
aur pooch raii ho kya hoa .. :hoonh : ..
[/QUOTE]
lagta hai kuch bhi nahin mila
so sad ;)
tu is mein buraii kia hai 
kon BT… that embasador’s son? i was class fellow of ZM (zat’s me)
meri to fashel ho gayee :o
shukarr hay aap ne dekhlii .. :halo: ..
kya baat hay .. yahan to barii puranaii waqfeat nikal aayee hainn ..
..
woh lamhayy ki vdo nai dekhi abhi tak ..
..
aurr aaj too ..
..
sinner : milnayy ki zaroorat bhi naii ..
..
hh : acha ab chor do uss ki baat ko .. peechay hi parjaati ho tum bhii ..
..
Sinner
4687
okay i already written in my signature if u don like me just PM me And i m out of ur life with tears in my eyes 
Love starts with a GS, develop with a conversation and ends with ingnorence
Okay next time i will not gonna GS with u 
HH you are luckkyy … now sinner isnt gonna talk 2 u ..
..
mujhe bhii woh trick batao which u used 2 ignore himm .. :halo: ..
Sinner
4689
wah wah chalo app kuch dhondh rahay thay is liay
R U MALE ?
Sinner
4690
pagal samjha hai kiya Mein aur baaz a jaon ho nahin sagta haan albata kuch waqt kay liey chor diya hai , laykin dil hai kay mata hi nahin.
Har kiss ko pata hai kay mein baqwaas karta rahta hoon phir bhi nah kuch gappan sad ho jati hain…
do they hav mind to think??
nai bhaii kuch nai dhoondh raa tha ..
..
jisse dhoondta tha , woh to mil gayee ..
..
yeahh , im a male ..
..
duniyaa to chori chori karlay tu pyaar ..
dil mera bolay maahi aaja aik baar ..
..
aap ke dil ki kya baat hay ..
..
Sinner and Broksee :bash:
PeAce 
HH where r u? :dorbeen say dekhnay wala icon:
buhat achii hayy wohh .. :love: ..
aap keyliye kya dhondoo .. 50/50 wala case hayy .. woh dhoond doon ..
..
haan haan buhat *** peace *** hain hum donon mainn ..
..
HH gayee hayy dinner karne ..
.. aajayegii , intezaar karlo thora ..
..
Sinner
4699
I m in need of PEACE TEGER, (which used by kid)
then peace can only b found on Gupistan
otherwise
rules
ok me out now .. disco sai chutee ka time ho gya hai...
TATA BYE BYE