Re: flooding ka hai zamana
^waisay jaldi uthnay kay liyay aik mashwara hay :)
Re: flooding ka hai zamana
^waisay jaldi uthnay kay liyay aik mashwara hay :)
Re: flooding ka hai zamana
^ wo kia
wesay mai acha khasa jaldi uth k namaz parh laita tha suba ke liken ab .........................
Re: flooding ka hai zamana
^raat ko jaldi soya karo na bhai ;)
Re: flooding ka hai zamana
**raat ko jaldi neend he nah ati hay **
**10 bajay ghar punchta hoon uni say **
khana kha k laittay laittay 12 baj jatay hian and sotay sotay 1:30 ya 2 ![]()
Re: flooding ka hai zamana
^ buri baat :nono:
Re: flooding ka hai zamana
ISooo its me :halo:
daagh ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Fitay Munh **
**kitnay ID banaiay hain aap nay :-|
*PS:- Salam *
*got my e-mails :D *
Re: flooding ka hai zamana
:D yeah :D
w'salamz
yeh to bahto pehle ka hai... use nahi karta tha... aaj yaad aayi hai :p
Re: flooding ka hai zamana
Jitay rahien khush rahien
kesay hian aap
acha jo baad walay hain wo koon koon say hain :-|
Re: flooding ka hai zamana
baad wale aur koi nahi hai ![]()
bas yahi 2 hai…
ab socha isko bhi barhaya jaaye
1K kar ke new avataar ![]()
Re: flooding ka hai zamana
and kuch logo ko pareshaan bhi karne mein maza aayega is id se :p
Re: flooding ka hai zamana
To kis ko Parayshaan karna hay aap nay MAMOO
Re: flooding ka hai zamana
Saroo ko ![]()
Re: flooding ka hai zamana
woh to poetry main hota hay ..yahan kabhi naheen daykha ussay
Re: flooding ka hai zamana
abhi yaheen to hai :halo:
avataar wala thread bhi open kiya
Re: flooding ka hai zamana
hmmmmmmmmmm
sirf 2 kia yea kam hain ![]()
wesay idea acha hay
mai b 1000 kar loon 2nd ID say ![]()
Re: flooding ka hai zamana
hehehe
chalo aa jao tuum bhi new id se :D
Re: flooding ka hai zamana
^ab aap logoo’n kay bhi LARKIYOO"N walay shauq honay lagay ![]()
Re: flooding ka hai zamana
liken mai apni is ID say b posts barhana chahta hon na ![]()