flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

:wave:
:salam:
Good Morning

Re: flooding ka hai zamana

:rolleyes:
:rolleyes::rolleyes:
:rolleyes::rolleyes::rolleyes:

Re: flooding ka hai zamana

Bored Bored Bored + Sar mai dard

Re: flooding ka hai zamana

:wsalam: kiya haal hain

Re: flooding ka hai zamana

^ jitay rahien khush rahien
theak hon bas sar mai dard ho rahi hay

Re: flooding ka hai zamana

^to bhia jaan aap nay suna naheen Dard ka hal.. do goli naiii dispreen .. :)

Re: flooding ka hai zamana

^ mai nay kabi b nahi lee hay

Re: flooding ka hai zamana

achcha to ab lay kay daikh lo..shayad aaram aajaey

Re: flooding ka hai zamana

^ nahi khud he theak ho jaiay ga thorhi dair mai
anyways Sukriya :)

Re: flooding ka hai zamana

Aray bhai bhi kahtay aur shukriya bhi ..thats not fair anyways :flower1:

Re: flooding ka hai zamana

*chalian aap mera sukriya wapis kar dain :) *

Re: flooding ka hai zamana

agar naheen karain to ???:)

Re: flooding ka hai zamana

phir b theak hay jesay ap khush hoon :)

Re: flooding ka hai zamana

^
Kushyaa'n humaray paas kaha'n mustaqil rahee'n
Baahar kabhii hansay to ghar aa kar ro parray !!!

Re: flooding ka hai zamana

:smokin:

Re: flooding ka hai zamana

^ Very Nice and true
i guess k yea farhat abas ka hay

Re: flooding ka hai zamana

:salam: Daaghu bhiya
kesay hain aap

Re: flooding ka hai zamana

Tambako noshi sahat kay liyay muzir hay โ€ฆ :salam: dagh bhai

Re: flooding ka hai zamana

yaar i donโ€™t know abt the poet .. may be farhat abbas shah ka ho :bummer:

Re: flooding ka hai zamana

i m 50 50 k farhat abas shah ka he hay
anyways bohat acha hay