Re: flooding ka hai zamana
^ SumAmean
Re: flooding ka hai zamana
^ SumAmean
Re: flooding ka hai zamana
^ mai nay to 12 bajay he lunch kar liya tha
wo b kafi arsay k baad ghar say :)
Re: flooding ka hai zamana
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Re: flooding ka hai zamana
^ Walikam salam
jiti rahien khush rahien
Re: flooding ka hai zamana
Kese he bhai?
Aaj mene office se chutty li he..
Bechari nayabo akeli gay he..![]()
Re: flooding ka hai zamana
mai theaak hoon ALLAH ka sukar hay
aao kesi hian and chutty kyo lee hay
Re: flooding ka hai zamana
Theek hon..Allah ka shukar he..
Ghar me kuch kaam tha issliye..
Re: flooding ka hai zamana
^ Oki
phir theak hay
Re: flooding ka hai zamana
Aur kessa guzar raha he aap ka din?
Re: flooding ka hai zamana
mera din theak guzar raha hay
bas neend ana start ho rahi hay as mai rata ko sirf 4 hours soya tha and i also have a class in the evening 6-9 p.m
Re: flooding ka hai zamana
Itni tordi neend kion karte he..Pata he iss tarah phir study par kafi farq pardta he..
Re: flooding ka hai zamana
bas suba jab utha hoon to us k baad soya he nahi
nope meri studies par koi faraq nahi parhata as mai parhta he nahi hoon ![]()
Re: flooding ka hai zamana
hehe…jee haan woh to mujhe pata he..Lekin phir bhi sehat par bhi to bohat asar pardta he.
Re: flooding ka hai zamana
^ i dont care about my health
Re: flooding ka hai zamana
Kion ? Aise to nehi karna chaiye..![]()
Re: flooding ka hai zamana
^ bas main to esa he hoon
i care alot bout others but i dont care about my self
Re: flooding ka hai zamana
Hmm..aghar apni sehat theek ho gi..tabhi to aap dosron ki care kar sakhe ge..