Re: flooding ka hai zamana
Assalaam Alaikum bhai ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Assalaam Alaikum bhai ![]()
Re: flooding ka hai zamana
^ walikam salam
jiti rahien khush rahien
kesi hain aap
mai theak hoon ALLAH ka sukar hay
Re: flooding ka hai zamana
Me bhi theek hon..![]()
Re: flooding ka hai zamana
^ Good :)
Re: flooding ka hai zamana
Univ me he ..ya school me :nahnah:
Re: flooding ka hai zamana
Computer Lab mai hoon ![]()
Re: flooding ka hai zamana
HeheâŠAap sara din Computer Lab me hi hote he kiya??
Re: flooding ka hai zamana
nahi thorhi dair hoiee hay aya hoon suba aya tha phir 12 bajay chala gia tha and abi 5:20 pay aya hoon 6:30 pay class hay
Re: flooding ka hai zamana
Oh acha acha..![]()
Kaal to chutty he na..ya kaal bhi Univ ana he..
Re: flooding ka hai zamana
Sukar hay chutty hay barhi mushkil say class cancle karwaiee hay sunday ko ab wo monday ko ho gee ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Achi baat heâŠPhir kaal kiya kare ge sara din?
Re: flooding ka hai zamana
sleeping and sleeping and sleeping ![]()
Re: flooding ka hai zamana
HeheâŠAap to bilkul Nayaab ki tarah he..Woh bhi sara din soti rehti he..
Re: flooding ka hai zamana
kesi aik din neend ko b to pora karna chiay na
Re: flooding ka hai zamana
Jee haan bilkul ![]()
Re: flooding ka hai zamana
So sis whats going on ?
Re: flooding ka hai zamana
Kuch khas nehi..Abhi kuch deer pehle so kar uthi hon..
Phir nashta kiya..aur aab GS ![]()
Baad mein me aur nayaab aik friend ke ghar jaye ge..
Re: flooding ka hai zamana
Oh nice
wesay yea nashtay ka kon sa time hay i guess k is waqat norway mai 3 bajnay walay hain
Re: flooding ka hai zamana
Jee haan 3 bajhe he yahan..Lekin mene abhi torde na nashta kiya he..
Woh to 12 bajhe kiya tha ![]()
Re: flooding ka hai zamana
oki abi aap keh rahi thi k app thori dair pehlay uthi hain ![]()