flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

aah haan
sounds good:D

Re: flooding ka hai zamana

mana ke tere deed ke kabil naihin houn main
tun mera shouq dekh mere intizar dekh

Re: flooding ka hai zamana

Irshaad.......Irshaad

Re: flooding ka hai zamana

:wave:
:salam:
:wave:

Re: flooding ka hai zamana

salam is bhai

Re: flooding ka hai zamana

^ walikam salam
jiti rahien khush rahien kesi hain aap

Re: flooding ka hai zamana

may theek thak aap kaisay ho we were missing u

Re: flooding ka hai zamana

mai b theak hoon
:eek: koi mujay miss b kar raha tha :eek: yaqeen nahi a raha hay muj ko

Re: flooding ka hai zamana

han kyon nahi bhai ham kar rahay thay may aur whizz bhai

Re: flooding ka hai zamana

:wave:
:salam:

Re: flooding ka hai zamana

walaikum assalam IS bhai jeetay rahain kush rahain:p

Re: flooding ka hai zamana

aap b jiti rahien khush rahien
kesi hain aap :p

Re: flooding ka hai zamana

may theek hoon 3ri baar bata rahi hoon aap ko aaj:p

Re: flooding ka hai zamana

nope mai nay to pehli daf apocha hay aaj ke tareekh mai its 7th august now in pakistan :p

Re: flooding ka hai zamana

oh han han hahaha bhool gai thi

Re: flooding ka hai zamana

yaaad rakha karien :bailan:

Re: flooding ka hai zamana

hah haha aab yaad rakhongi

Re: flooding ka hai zamana

jab bailan parhta hay to khud ba khud he yaad reh jata hay sab kuch :p

Re: flooding ka hai zamana

haha han na dimagh jo ulat jata hay bailan lagnay say :p

Re: flooding ka hai zamana

kahi zaida zor ka to nahi laga aap ko