flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

koi bhoole se aa jaye:snooty:

Re: flooding ka hai zamana

:rolleyes:

Re: flooding ka hai zamana

:blush:

Re: flooding ka hai zamana

:)

Re: flooding ka hai zamana

:hula:

Re: flooding ka hai zamana

Hello bhai…:wave:
Kese he?

Re: flooding ka hai zamana

:wave:

Re: flooding ka hai zamana

Hello hello WiseGuy :wave:

Kese he aap ? Kiya ho raha he?

Re: flooding ka hai zamana

Hello ChulBulli,
I am fine thank you,
kuch bhi nahee ho raha, just surfing the board aur kisi kisi ko reply bhi ker raha.
Aap sunaao kia ho raha hai?

Re: flooding ka hai zamana

Kuch khas nehi…Aaj humara boss nehi aya na…To bohat kaam tha karne ko..:frowning:
Abhi torda time mila to socha tordi GS karlon..:slight_smile:

Re: flooding ka hai zamana

lol acha boss nahee aaya aur kaam bohat isi leay GS per, khair hamari boos tu aai hai, lekin kaam nahee aur meeting bhi 11 bajay hogi, lehaza yahan filhaal fursat hee fursat. isi leay GS ghoom phir rahay. :)
Waisay aap kahan per aur kia kaam kerti haiN?

Re: flooding ka hai zamana

Me to abhi GS par aye hon…:bummer:
Subha se to me kaam kar rahi thi…Aab itna kaam bhi acha nehi hota..:nahnah:
11 bajay..hmm abhi wahan kiya time he???
Me bhi ghoom rahi hon..:rotato:
kahan par??? Job par hon…Me aik photo ki company me kaam karti hon..:slight_smile:

Re: flooding ka hai zamana

hmmm,
yahan per abhi 10 am huay hiaN. :)

Re: flooding ka hai zamana

Oh acha…Yahan 16:15 huay he..aur mujhe chutti hone wali he :hula:

Re: flooding ka hai zamana

ahan, are you somewhere in Scandinavia or may be in Germany?

Re: flooding ka hai zamana

yah u are right

Scandinavia..Norway :blush:

Re: flooding ka hai zamana

:)
phir tu
Hyggelig a treffe deg. :D

Re: flooding ka hai zamana

:eek:

Hvor er du fra?

Re: flooding ka hai zamana

aray aray bas mujhay nahee aati yeh Norsk Worsk, woh tu bas kisi nay kabhi eik do lafz sikha deeay thay :)

Re: flooding ka hai zamana

Hehe.. Acha mujhe lagha aap ko Norsk ati he..:slight_smile:
Hmmm waisey kis ne sikhay Norsk :nahnah: