flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

Jitay rahien khush rahien
kyo bhi kaha ja rahay hian :expressionless: wo b itnay sad sad

Re: flooding ka hai zamana

kahaN tak sunogay kahaN tak sunaooN

bus dear kuch wajohaat haiN…

Re: flooding ka hai zamana

jahan tak sunaoon gay waha tak sunu ga :smiley:
oki dear ALLAH aap ke har pershani ko door faramiay Amean

Re: flooding ka hai zamana

Aamin… thanks :hug:

Re: flooding ka hai zamana

:salam: everybody :wave:

Re: flooding ka hai zamana

:wsalam: warahmatullahi wabarakaatau wa maghfiratuhu,Ya muslimeen wal muslimaat, wal mu’mineena wal muminaat, wal kaaniteena wal kaanitaat,was saadiqeena was saadiqaat, was saabireeha was saabiraat

Re: flooding ka hai zamana

SumAmean
welcome :eek:

Re: flooding ka hai zamana

Walikam salam (salam ka jawab is lyaiy k salam ka jawab daina faraz hay muslims k lyiay)

Re: flooding ka hai zamana

:mash:

Re: flooding ka hai zamana

:crying: abhi bhi naraz hain mujhse?

Re: flooding ka hai zamana

pata nahi :snooty:

Re: flooding ka hai zamana

how r u hafso??

kya aap dono maiN naarazgi chal rahi hai??

buri baat… :nono4:

Re: flooding ka hai zamana

abhi pata kar waker aati hoon…

Re: flooding ka hai zamana

main theek hoon janab… aap kaise hain?

main naraz nahi hoon… lekin woh mujhse naraz hain :crying:

Re: flooding ka hai zamana

:snooty:

Re: flooding ka hai zamana

sholli immu bhai… maaf kardo pleeeeeeeeej :halo:

Re: flooding ka hai zamana

aah maila chota sa kido

nahi karta maaf :snooty:

Re: flooding ka hai zamana

choon? :crying:

Re: flooding ka hai zamana

meri marzi :snooty:

PS:- i m not naraz :blush:
and i m sorry baat koi b nahi thi bas us ka batanghar ban gia tha
sowwy again bas kabi kabi moodesa hota hay banday ka k choti si baat ko bohat barhi baat bana laita hay

Re: flooding ka hai zamana

so i have my immu bhai back? :halo: