flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

Koi baat nehin sis..ahista ahista woh apse bhi baat karne lagheiN gai:)

Re: flooding ka hai zamana

:insha: main dua karti hoon… ab aap bhi dua karo…

Re: flooding ka hai zamana

Kia hua:eek:

Aap sehi tarha baat jo nahin kar rehe…na hi humhare sath aur na hi Hafsa sis ke sath!

Re: flooding ka hai zamana

I gtg now ghar say phone a gia hay
i have to go now
see u later agar zindgee rahi too
take care be happpy be smile always
have a nice evening
ALLAH HAFIZ

Re: flooding ka hai zamana

:bummer::frowning: :crying:

Re: flooding ka hai zamana

Ok bhai…Aap bhi apna khayaal rakhiye ga:)

Khuda hafiz

Re: flooding ka hai zamana

aap humse baat karain tab na…

Re: flooding ka hai zamana

Sis kioN pareshaaN ho rehi haiN …maiN ho na…ab jab woh wapis aheiN gai to pher apse zaroor baat karheiN gai:)

Re: flooding ka hai zamana

okay :slight_smile: thankoo nayab baji… :kiss:

aur sunaein… suna aapko office main aaj kuch hogaya tha? aap theek to hain na?

Re: flooding ka hai zamana

U Welcome sis:blush:

jee haan garmi kafhi thi na…AC bhi sehi kaam nahin kar raha ta..isliye saar dard karna shoro ho gaya…aur humheiN migraine haiN na woh jaldi theek bhi nahin hota..:frowning: Lekin ab hum theek hain:)

Re: flooding ka hai zamana

shukar hai k ab aap theek hain :blush: lekin migraines… they are really really horrible - kam tension lene ka nayabo baji…

Re: flooding ka hai zamana

Hello mein wapis a gay :hula:

Re: flooding ka hai zamana

wb :wave:
bada lamba lunch tha…

Re: flooding ka hai zamana

:)

Re: flooding ka hai zamana

Hehe..jee haan GS karte karte mujhe itni bhook lag gay ke lunch zara lamba hogaya..:slight_smile:

phir socha torda kaam kar lo..

Re: flooding ka hai zamana

:clap: mubarak ho, kaam karliya :flower1:

Re: flooding ka hai zamana

aap ne haath bataya hota to hi to karti na …kyon chulbulli:)

Re: flooding ka hai zamana

g2g guys :wave: chat soon :hug:

Re: flooding ka hai zamana

salamalikum ....kia ho reha hai...floodind k ilaawa

Re: flooding ka hai zamana

sab theek thaak hain na