flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

bhai is posting ko 1 saal hogiya hai ab is ki jaan bi choor do .. bachey ki jaan ley li hai

Re: flooding ka hai zamana

**acha sachi main **
**:smiley: **
wesay howa kia hay pehlay yea to bata dien baad mein jo dil hay karna aap

Re: flooding ka hai zamana

:closed:

Re: flooding ka hai zamana

:eek: kioN bro??

ye kiss ne itne zulem dhaaye… ??? aur kya zulem??

Re: flooding ka hai zamana

i m dead now ... nobody should tease me ...

Re: flooding ka hai zamana

marnay kay baad aap kesa mehsoos kar rahay hein :smiley:

Re: flooding ka hai zamana

bohot acha ... meri doost ki shaadi hai .. aur meri nahi :(

Re: flooding ka hai zamana

:hug:

:smack2: sirf itne se baat pe… yaar sabar ka phal meeTha hota hai… agar baasi na ho tu.. :smiley:

Re: flooding ka hai zamana

:snooty:

Re: flooding ka hai zamana

:smack:
bas itni si baat thi
:smack:

Re: flooding ka hai zamana

nahi aur bhi hai … Ami abu mujhey tanay day rahay hain … dekho woh tumharay saath ki hai aur uski shaadi ho rahi hai … aur aik tum ho kay … abhi tak bachoon wali harkatain kartay ho :stuck_out_tongue:

Re: flooding ka hai zamana

im fine, aap sunian :slight_smile:

Re: flooding ka hai zamana

to aap bachoon wali harkatien chorh dien na ayr barhay ho jaien ab :mocking:

Re: flooding ka hai zamana

theek, aap kaisey hain??
nahi abhi tou 3-4 months hain

Re: flooding ka hai zamana

nahi mujhey bachay achay lagtay hain :love: … abhi tou enjoy karnay kay din hain :stuck_out_tongue:

Re: flooding ka hai zamana

mien b theek hoon ALLAH ka sukar ha
3-4 months :eek: itni zaida holidays

Re: flooding ka hai zamana

to phir enjoy karien rotay kyo hian :snooty: X 10

Re: flooding ka hai zamana

aap ke dua hogi tu maiN bhala kharaab ho sakta hooN… me bilkul fine shine… :alhamd:

Re: flooding ka hai zamana

good :k:
jee, uskey baad A’levels shuru hoga

Re: flooding ka hai zamana

tanay bhi tou nahi sun sagta :frowning: