flooding ka hai zamana

[QUOTE]
*Originally posted by insan: *

kesey hey app :)

app ko bhi ramzan mubrak hou
[/QUOTE]

theek...

thanks :-)

app ko bhi !

awww .. chalo i hope everything goes fine .. :hug: ..

aurr uss ke ghar ke halat ko kya hoa aabbb .. ? .. :frowning: ..

please mujhayyy bataooo .. :crying: ..

aur kal college hay tum logon ka .. ? ..

bus bus ziada na pehlu ab :stuck_out_tongue:

music lekin ramadan mein kaise sunoon :smack: demagh sahi hai tumhara? :o

ahaan thats nice..wo acha parhatay hein lekin jub ye chap kerwaya tha tu mae ne classes bunk ki theen na :halo:

yaar wo keh rahi thee k jub wo aye gi online tu khud bata de gii :halo: waisay us ka net filhaal bund ho gaya hai :expressionless:

nai kul nahi hai sunday ko hai.. mae nahi ja rahi ..:sleep:

pehloon gaa…takleef :stuck_out_tongue:

mein tou hamesha music kay saath parhtah hoon…ramadan mein raat ko laga leita hoon aur parh leta hoon:D

waisay mein nay tou suna hai ache nahi hai..doosri class nay unke against vice principal ko application lekhi thi…

oh dammnn .. yeh to buhat buraa hoaa .. :frowning: ..

:crying: .. aur kyun naii jaaraii .. :hoonh: ..

itna maza to aata haii .. :blush: ..

nai jee mujhe koi takleef nahi hai lekin ap ko khud hee ho gii

yaar ramadan mein mae asal mein na shareef bun jatii hoon aur phir bhabi / baji koii mujhe sunnay bhee nahi deta kabhi music :bummer:

un larkon ka demagh kharab hai.. wo waQai boht acha parhatay hien.. waisay shayd koi aur Sir bhee acha parhatay ho lekin girls wing ki teachers k muQablay mien Sir Tahir bohhtttt achay hien :k:

haan na.. tum dua kerna sub sahi ho jayee!

kion meri marzii.. mujhe neend aatii hai aur meri test ki tyari bhee nahi hai :snooty:..

bachay hamara col co nahi hai jo maza aye..:bummer: waisay agr hota bhe tu mujhe kabhi col jana pasand nahi :stuck_out_tongue:

mujhe kyon takleef honni hai…:expressionless:

unkoo koo boloo apnay kaam say kaam raakhein…yeh meri life hai :stuck_out_tongue:

hoga..dekh lein gay but best maths teacher, Sir Mansha:k:

oh han yeh to mainn bhool hi gaya thaa .. :bummer: ..

meri duayen uss ke saath hainn .. :halo: ..

aunty ne tum teeno ki daant lagayee .. ? .. aur daagh bhaii ne bola kya thaa .. ? … berayy se baat karado ya to phir aunty ko hii beraaaa samajh ke baat karna shuruu hogayee .. :hehe: ..

bataooooo naaaa ..

zahir hai phail phail ker motay jo ho jao ge :stuck_out_tongue:

abay.. mae tumhari tarah badtameez nahi hon :snooty: :stuck_out_tongue: achi shareef masoom aur naikk bachi hoon :halo:

Sir mansha se hum ne kabhi nahi parha :alhamd:

mazaQ na kero suno :smash:..

yaar boht bura howa.. hum tu bach gaye lekin bairay k saath achi nahi hoee.. tum bus dua kero.. sub set ho jaye :bummer:

tum jab tak mujhayy bataogii naii to mujhe pata kesay chalayga .. :bummer: ..

i won`t think any bad about you all guys yaar .. bas please batado naa .. :teary1: .. dekho mujhe nai bataogii .. ? ..

uss ke baad hoa kyaa .. kitna bura .. ? …

yaar us ne kaha tha k wo khud bata de gi sub tum kuch na batana :o

aur ab mae kuch nahi bata rahi.. suna :stuck_out_tongue:

tum bus dua kero :o

naii bataoogii .. ? .. :bummer: ..

to phirr main tumse baat nai karonga .. :snooty: .. im serious ..:grumpy: ..

leken ab pata nai woh kab online aaye .. :konfused: ..

batado naa!

yaar actually na.. baat zara personal hai.. i mean wo nahi chah rai k mae us ki fam prob bataoun.. wo khud bata de gi.. tum dua kero na 3=4 din mein sub set ho jaye..

chalo theek haii .. sorry sir aap mind kar gayee .. :slight_smile: ..

sorry once againn .. :flower1: ..

shataap zuhair.. mujhse aisay baat na kia kero.. zehr lagtay ho :mad:.. no sorry shorry yaar :hug: mae bata doun lekin us ne mana kia hai.. dun mind yaara :hug:

aww .. :hug: ..

main samjhaa tum mind kargayee thii .. :rolleyes: ..

aur sogi nai kya .. ? .. ya sehrii karke hi sogii ..? ..

jub mind kertii hon tu bata bhee detii hoon :mad: aur stop rolling ur eyes stupid :bailan: :grumpy:

sona hai sona hai.. baap re :eek: 12 baj gaye hein mae samjhee 10 baj rahay hon ge :smack: :smiley: