chheeer up kakay ![]()
![]()
![]()
jitay rahien khus rahein
aap ko RAMAZAN ka Mubarak Maheena Mubarak hoo
tum kehtii ho to sahii hayy ..
..
uss ke baad uss se baat nai hoii .. ? ..
ye kaisa sawal hai
ramadan hai zahir hai roza rakhna hee paray ga na :halo:
tum rakho ge?![]()
good..
yaar us ne ghar pohucnh ker call kia tha lekin mae ghar nahi pohunchii thee us waQt :o
but are not you from pesh. ![]()
o acha ..
kyun kahan reh gayee thii .. ;) ..
![]()
haan na… chalo so jao subah sehree k liye nahi uthna..
:amamah:
lol.. Mama ne thori shoppin kernii thee jabhi dair ho gaye ![]()
Kulfii : tumhein kia ho gaya hia ![]()
mujhe bhook lagii hai
pehle mae pulaou khaoun gi phir soun gi ![]()
![]()
mujhai kya ho gya hai yeh to mujhai bhi nahi pata ![]()
main to sehri ker k soun gaa..
:amamah:
achaa achaa .. sahii hay .. :p ..
aur kab sogi .. ? ..
BHAi hi hain per abhi ghar per nahin hain
jab chota bacha pehla roza rakhta hai na to party karte hain english main ![]()
ye neechay pagrii wala icon na banou.. bonga hai ![]()
hmm.. mae ne sona hai .. neend aa rahi hai subh ki uthi hoee hon ![]()
yaar filhaal tum logo se baat ho rahi hai tu thori dair baad hee soun gii khana kha ker
…
DM: tu ap ne ye kio kaha k ap pesh mein nahi
.. kia mutlab mae nahi samjhee ![]()
back
![]()
main ramzan mai molvi ban gya honn
:maulvidis
abhi na sona… baad main sona.. ![]()
:amamah:
![]()
Ramzan Mubarak biwi ![]()
:amamah:
sara saal molvie nahi bun sakte kia
…
kion abhi sona mana hai kia
mae agr na soyee tu tunnn ho jaoun gi:~(
Peshawar main aik 2 din pehle se roza rakh laite hain is liye kaha.
[QUOTE]
*Originally posted by blushing_vision: *
back
[/QUOTE]
Welcome Back siso