flooding ka hai zamana

is baat ka mujay pata nahi hay

jaltheband.com per aik member se mae ne pocha na.. waisay he studies in fast :o..
isb walii :eek:

:rotfl: ..

had hayy beywaqoofii ki .. beray ke to lassan lag gaye hongayy .. :silly: ..

naii bay woh mera hi number thaa .. :blush: ..

masla yeh naii tha ke call kon karayga .. masla yeh tha k mujhe cell busy nai rakhna tha .. otherwise i cud`ve picked up the fone! hai na .. ? ..

dekha koi meri majboori samajhta hi naii .. :teary1: ..

wo b cute hay :slight_smile:

acha to parhaii bhi kartay hainn .. :stuck_out_tongue: ..

khiar marooo goli us ko ayr ab ALLAH ALLAH karoo aap as Ramazan has come

idiot tum huns rahay ho.. hum teenon ki jaan per bun gayee thee :crying: boht bura haal howa hamara aaj :bummer:

ye kia baat hoee.. khair jo bhee hai mitti paou ab :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by BrokenSky: *

acha to parhaii bhi kartay hainn .. :p ..
[/QUOTE]

waqai yea sochnay wali baat hay :D

lolz.. usse kia yaad rakhna ghalat hai? i mean .. banda dua tu ker sakta hai na us k liye :halo:

Zuhairuuu: jee haan jee,. hur koi tumjaisa nalaiyaQ nahi :stuck_out_tongue:

kis ne kaha tha ghar ka number do ..

aagay miss bhatti ne kya kahaa .. ? ..

mujhe nalaiq keh raii ho .. :teary1: ..

yyaar actually dena SKN ka tha lekin us waQt hum itna mazaQ ker rahay thay k us ne apna de diya :smack:

boht payree hoee yaara.. bus dua kero bairay bach jaye :smiley:

nai mae tu mazaQ ker rahi the e:halo:

PS ramadan mubarak :hug:

haaan is maheenay mein sirf ALLAH ko yaad rekhna chiay

Siso Where are You

acha hoaa ab bairayy ko sazaa milayygii .. :p ..

buhat tangg karti hay yaar woh qasam se .. :( ..

aur abhii to online bhi naii aayee .. :o ..

Allah raham karayy merii bachii ka .. :( ..

aap logon ko sona wona nahin hai :stuck_out_tongue: time dekho :eek:

fit e mounh.. boht ganday ho tum :bailan:

haan becharii. ab shayad na aaye msn per kuch ursay tuk :bummer:

aap ka apnay baraay kyia khaiyal hay :stuck_out_tongue:

PS:- :wave: :salam:

abhi tu saray giyarah ho rahay hein.. wahan tu ghaliban dhairrh baj raha ho ga.. ap ne khud nahi sona kia :eek:

PS Ramadan Mubarak…

ISUU BHAII : RAmadan Mubarak to u too :flower1:

:crying: ..

mera pyaar dena usskoo .. :slight_smile: ..