Re: flooding ka hai zamana
ami ke sugar kabi kabi high ho jati hay
nope they are in gujrat and abu kal aiay thay and aaj wapis chalay gay hian
Siso pray for my sister
usay taqreeban last 2 months say motion lagay howay hian
abi tak 3 ya 4 drips b lag chuki hian
kabi us ke tabiyat theak ho jati hay and agar phir koi esi wesi cheaz kha lay to phir pait kharab ho jata hay