Re: flooding ka hai zamana
WC par aik aur Pakistani guy bhi hain aur unka naam Akmal hai. Wo tau Waheed bhai say bhi agay hain. Allah maaf karay, mujhay is kisam kay log bilkul pasand naheen. WC koi aam si community naheen hai. Artistoon ki community hai aur maray Ammi, Abboo aur do bhai bhi uskay members hain. Pata naheen yeh Pakistani boys yeh kiyon soch layaty hain kay agar koi Larki kisi community ki member ai to wo koi (....................) tarha ki larki ho gi. Mujhay tau aisi batain wasay hi fazool lagti hain aur jo is tarha ki baat karay, mera bus chalay tau os ko goli say ura doon. I am dead serious.