Re: Flooder ke talash…
lolz
baat to sach hay magar baat hay mar kutaiee ke ![]()
Re: Flooder ke talash…
lolz
baat to sach hay magar baat hay mar kutaiee ke ![]()
Re: Flooder ke talash....
MeeThay....Usska meter kaam hi naheeN karta... Ghomna tou baad ki baat
Sinner Jano... Tumhara Har jaga kaam ho sakta hay I know :D
Re: Flooder ke talash....
IS..... JO Pyar kartay haiN .. Maar kuTai se naheen Dartay ;)
Re: Flooder ke talash…
lol … woh kaysay janu ?
… mein nay asa kiya kia hai?
Re: Flooder ke talash…
balakay wo mar kha kha kay dheet ho jatay hein ![]()
Re: Flooder ke talash…
** nahi aati jo unn k yaad tu barsooN tak nahi aati
magar jab kaam paRta hai tu aksar yaad aaty haiN**
aap tabhi poochogay jab kaam paRega???
Re: Flooder ke talash....
Sinner Jano..... Tum ne Aisa Kuch neheeN kia na.. Issi liye ;)
IS .... HaaN Na... Izzat tou ani jani cheez hay.. Banda DheT hona chahye :D
Re: Flooder ke talash…
lol… ![]()
aur golden uss ke zinda misaal… :k:
Re: Flooder ke talash…
lolz
lagta hay aap kafi dheet ho chukay hien ab tak
Re: Flooder ke talash…
ASA ]
u r so mean … theek hai yeh tou batain aj kal kiss guppan par line mar rahay hain ? ![]()
GS ] mein nay kuch nahi kiya tou meray saath aysa kiyoon hota hai ?
Re: Flooder ke talash…
GS nay kab inkaar kiya hay ![]()
Re: Flooder ke talash....
Sinner.... Bas... Aisa hi hona chhaye.... Misaal kesay Deejye ke Ye tou Be misaaal hay :D
IS ... bas Kabhi Ghuroor naheeN kia
Re: Flooder ke talash…
lol… bro mera record itna saaf hai… k from last 4 year maiN ne yahaN kisi pe bhe line nahi maari…
haaN albata guys pe maarta hooN… but iss ka matlab ye nahi that i m “wo wala Pathan” ![]()
Re: Flooder ke talash…
O yar… Hum Masooom kisam ki Makhlook haiN .. Hum kahaaN inkaar kar saktay haiN :halo:
Re: Flooder ke talash…
MeeThay… ![]()
KiuN paThanooN ko baddnaam kar rahy ho yar… ![]()
Re: Flooder ke talash…
yaaro mein nay tumhara kiya begara hai
… mein aik masoom sa larka hoon … meray hi pechay pathan kiyoon partay hain …
GS kay bachay bachoooo mujhey
Re: Flooder ke talash…
i said “wo walay” … kya tum wo waly ho??? ![]()
Re: Flooder ke talash…
lolzzzzzzzzzz
maiN kab peechy laga hooN… ??
aur GS kya bachey ga… wo tu khud baRa PaThan hai… ![]()
Re: Flooder ke talash…
acha … ap ki postain par kar tou yehi lagta hai ..
GS bhi tou phathan hai
Re: Flooder ke talash…
Sinner Jano… dont worry… When I am Around.. tou MeeThay ki Fikar na karo… Hum Aik doosray ke kamooN maiN dakahal dar makoolaat naheeN kartay ![]()
MeThay… Hum tou wo walay naheeN haiN .. but … Kia pata kissi Ko shak ho jaye.. and.. hamara raha saha chance bhi Doob jaye.. ![]()