Ajkal bachoon kay isskool key chuttian hain , hamaree begum ko bohat kaam karna parta hay , sirf 2 adad kaneezain inayat kar dain , ain nawazih ho gey , aap kay iqbal key phansee , sorry bulandee kay lee-a duain karoon ga.
bachoon kay isskool key chuttian khatam honey per aap key kanzeen , nazranay kay sath wapis kar doon ga.