Flooder a Azam ya Kahil a Azam ?

:shikra: aap kisi say bhi pooch lejeye hum kitnay uchay darjay ke seelabi (flooder) hai.yeh kya choti baat hai ke hum badshah ho kar un 3-4 peghamoon ka waqt nikal lete hain.khitab humein hamari silahitoon ki bunyaad par mila

hum aap ke mashware say khush hue:shikra: aap ko enaam main kya chahiye?

:snooty: hum aurtoon ki izzat kartay hain jis ko aap ghalt nazriye say dekhtay hain