Re: fittay munh...
haan mujhe bhi yeh lahore ka lagta hai waisay...
yaar bhai... iss statement ko please sunheraY haroof saY likhwaa kar GS kaY darwaazaY par kundaa kar daiN.. baRi mehrbaani hogi... kuch sahoolat ho jaaye gee bahut saari cheezoN maiN :)