Re: …Voting Results…
Madam aap tu woo leader hain jissay kissi seat ki zaroorat nahi hoti ![]()
woo minister banay baghair hi awam ki khidmat karta rehta hay :halo:
hum umeed say hain kay aap issi tarhaa cafe ki haalat sudharnay ki koshish karti rahian gi aik achhay aur mukhliss leader ki tarhaa
![]()