...Final Top Nominations...

Re: …Voting Results…

Aur naheen to kia chicken tikkay khanay kay liaay to har’tal kar rahain hain yaay. Pagli nain inko biryani jo naheen di is liaay inhay lalach aa gai ub kisi na kisi bahanay say to khana hai na.

Khalazad bhai
Main nain kaha jana hai. Main to har’tal pay janay walon ki baat kar rahi thi main to AQ kay group main hoon.

Ub unka wafadar bunnay kay liay khilaaf party ko kuch na kuch to kahna hota hai na.