baqol Himesh superb mindblowing outstanding socha aap ne.. lagta hai yaha par Aisha dubaiwali ji kay saath khoob Yaraana chalay ga… Shukar hai weekend aaya. aur main apni Lagaan team kay saath is sunday cricket bhi khel raha hoo.. INSHAllah aap ko good news milay gi Monday ko hamaray jeetnay ki…
N hope u n other guppies have a great weekend too…