Filmi Dialogues

Re: Filmi Dialogues

YEH SHADI NAHEE HO SAKTI!!

Re: Filmi Dialogues

codey agay?

Re: Filmi Dialogues

Main hoon naaaaaaaaa.

Re: Filmi Dialogues

theen saal to dekhtaaay dehktaay panch saal mein ghuzar jaygaaay ...

dusraaa husband ...both hiii shareeef admee thaa ..koi bureee adaat nahiii thee ..par aik bymareetheee bholnaaay ki ..bhool jata thaa...subhaa uthaa nahaya , dhoyaa, breakfast mein Bread , jam , butter , cheez , sub kush liyaaaa ,
laykin main cheez laynaa bhool ghyaaa , sans breath ..aahhhhhhhhhhh

kysaaaa.

Re: Filmi Dialogues

Kitneh aadmi the :p

Re: Filmi Dialogues

Farz kar sinorita !

Farz karo tumhain kisi se payar ho jata hai

emm I mean, ISI trip pe .... Kisi se bhi !

Farz karo tumhain mujh se payar ho jati hai !

Tu tum kia karo gi ? ????

Kia tum main itni himmat hai
kia tum apni mohobat ka iqrar karsako???

Ya phir usi andekhey anjaney ke saath apni saari zindagi guzaar dogi ?
Jisey tum ne kabhi dekha nahi !

bolo simran bolo

Raj, bus ke janey ka time ho gaya hai !
Main phir se bus miss nahi karna chahti !

Re: Filmi Dialogues

Subah uthay tou na Sufi tha na Maha:(

Re: Filmi Dialogues

yah global village dehkaa haii , yah mein design kyaa haii ,

I am a goldmedalist from OXFORD DIctionary ...

Excuse mee.....

Oxford University ..app nay kyaa sunaaaaa

Iam sorry i heard dictionary ,........hahaahahahahahaha

i am really sorry ,

Bus both paysaaa kamaaa liyaa haii

Abb sochataa houun kuish karoooh

I want to help ..u know naa yeh mentally challenged ..

Have u seen BLAck fim ...

haaan . its quite a different film ,..

yaa its quite touchy .....

I financed it ..

mein naay apnaa saraa white kaa paysaa black mein lagaa diyaaa

oooh .....yaaaa

Re: Filmi Dialogues

haha funny thread.

'mai tumharay bachay ki maan banne vali hoon' naheeeeeeee!!!

Re: Filmi Dialogues

**Hamari beti ab bari ho gayi hai. Is ka ab kuch karna paray ga. Tum nay woh meray dost, Seth Shams ka beta to dekha hoga, Meray kheyal say woh Neha ke saath bilkul theek lagay ga.

Main keya keh sakti hoon. Neha aap ki bhi beti hai. Aap jesa chahain wesa hi hoga. Mujhay to bas uskay haath peelay karnay ki jaldi hai.**

Re: Filmi Dialogues

:rotfl:

Re: Filmi Dialogues

:hehe:

Re: Filmi Dialogues

:rotfl:

Re: Filmi Dialogues

nawa ayaan hay shoneya

Re: Filmi Dialogues

Kuch kuch hota hay guppies tum nahi samjo gay :blush:

Re: Filmi Dialogues

Girl: Will you love me after marriage also?
Boy: This depends on your husband, if he allows me

I know you think I'm cute, I know you think I'm fine, but like the other guys, take a number and wait in line!

Re: Filmi Dialogues

app apnaay frog koo thorii dair kaylee bithaa nahii saktee hoo ,

tht looks rellt discusting ....naaa

Re: Filmi Dialogues

:rotfl::rotfl:

Re: Filmi Dialogues

my favourite filmi line is from veer-zaara:

zaara - aap kab kab meri jaan bachayenge?
veer - aap jab jab apni jaan gawahengi

:love:

and also… munna bhai wali line: tension nahi lene ka, apun hai na :smokin:

Re: Filmi Dialogues

Biwi no. 1

When Salman sees Sushmita with Saif at Anil’s place..

Salman..: Yeh Kaun Hai..?
Anil..: Yeh is ka boyfriend hai..
Salman..: Agar yeh is ka boyfriend hai.. to main kaun hoon..?
Anil..: Tu THA..!! ( the way he said it..:rotfl:)

i repeated the scene soooo many times.. so funny..:rotfl: Anil did a great job..:hehe: