FiLl in tHe BlAnKs...

Re: FiLl in tHe BlAnKs…

mein gareeb admi hu, siraf pakistan mein ghar afford kar sakta hu, woh b karai(rented) ka :slight_smile:

haan na, nahi rahnay daita koi. waisay aap aap kahi tax dept mein to nahi hotay jo pooch rahay hein k mein kitnay din pak mein hota hu ? :slight_smile: