Re: Female Mod in Poetry Section
kyo kaya poetry section mai b sirf larhai hi karwane ka erada hay ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
kyo kaya poetry section mai b sirf larhai hi karwane ka erada hay ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
bus laho garam rakhnay ka hay ek bahana ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
kis la laho garam rakhna hay aap ne ![]()
apna, ya Muqa bhai ka ya pir UN ka ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
wayyyyyyyyyyyyy. hath zara hola rakhi waayyyyy.. ye lahoo garam ho ho ke agar ubalne laga to Blood Pressure hojae ga.
Re: Female Mod in Poetry Section
fikr na karien wo others ka laho garam zaida karien ge apna nai
![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
jiss ka aap samjhain ![]()
lagta hay aap to mairi rug rug say waqaf hain ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
kam az kam aap ka apna tu laho garam nai ho ga baqi 2 ka ho sakta hay ik ka tu already kafi zaida garam howa hay ![]()
hona parhta hay ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
Blood Pressure kay goliyaan mahangi to naheen milti hain na ![]()
woh daikhain bhabhi bula rahi hain ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
female mod kab aaye gi in larkon ko danda maarnay ke liye ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
ye to aap ko PA mai ja k pochna chiye ![]()
aap ka jhoot nai chal sakta coz mai office mai hon ![]()
PS: ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
wo tu ab khawab-e-hargosh k mazay le rai hon gi . . .
Re: Female Mod in Poetry Section
unke khawab mein khargosh b aatay hain ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
sundiyaan, maindal aor qulfiyaan b ati hon gi ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
aap ko ley aatay hain sab rotay rahein gay ![]()
Sannan mein aati to hoon ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
apun ko aur koi danda maray ![]()
aur RA main bhi ![]()
office main bhabhi ka aana mana hay kia ? woh daikhain bula rahi hain ![]()
Bara Ahsan karti hain kia ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
ji mana hay, sirf mai hi a sakta hon office, is laiye aap apna jhoot pass hi rakhien wo uder ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
maindal kiya hota hai kya new khanay ki cheez eejad ho gai hai ![]()
sab ko danda maroon gi to roein ge hi
![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
nai spelling mistake hoti hay ye
maindak likha tha main ne tu ![]()
Re: Female Mod in Poetry Section
maindak , soondiyan , machar unke khawab mein kaise gae ![]()