Re: ^^^ FEF ^^^
okay here’s a joke on Anda
Finicky bhai sahib goes to a restaurant and asks the waiter babu “Haan bhai khanay main kya hay” - Waiter babu says “Janab aaj ki special dish, gaiey ki zaban ka saalan” - Finicky bhai jaan aik dumm garam ho jatay hain “Oye tumhain sharam nahi ati aisi cheeze khilatay ho, kitni gandi hoti hay zaban tumhain pata hay, Moo kay andar hoti hay, gaiey ussi say jugali karti hay, sara thook laga hota hay gaiey ka uss kay ooper” ![]()
Then after a while he says “Aisa karoo - mairay liyaay anda fry lay aao” ![]()