Re: feel like singing a song
pagaldewani: mujhay sab yaad hain..ek faida yeh hai kah tum “unki”
bhi dost ho tou tumharay baaray main , main poochtee rahtee hoon..magar woh pagal hain sab ko bhool gaye jab sey main mili hoon ![]()
haan main theek hoon..tum sunao ![]()