FC guard slapped a woman reporter in Nadra office

Re: FC guard slapped a woman reporter in Nadra office

So woman pushed so hard that FC constable slapped and start doing aerial fire… :nook:

pora karachi janta hia kay police force main koi bhi local banda nah hia.. jab kisi par brutality karni hoti hai to non local force lai jati hai takay khul kar badmashi ki jaye…

main mqm kay hartal aur china cutting ko justify nahi kar raha hon.. mager jab kisi kay sath ghalt horaha hia to usko ghalt bhi kaho… chahye woh mqm ho ya pmln ya ppp…