Re: Faysal Bank T-20 Cup 2010/11
sir jee, asee aayay aur aatay hi inna khoof-soorat welcome howa in cafe’s new mods, and they deleted my replies saying off topics (off topic in cafe lol) and they warrned me to avoid SALAM and Haal chaal ![]()
sir, yeh kia kardia aur karnay walay hain Cafe and GS ko ap log?
bilkul dil nahi karta ab aanay ko yahan sachi … shak09 ko kis nay mod banaya? ussay baat karnay ki tameez to sikhain ehsan bhai…
khair… I am sorry… kaisay hain aap ? ![]()