Favourite Filmi Line

From Movie Sharabi

Amitabh: Aaj ek nahi do mauten hoin. Meray liyay mera baap mer geya, aap ke liyay aap ka beta. Rishteydaari kee dunya mein ham dono tanha reh geyay.

Naseeb - Amitabh Bachan to Shatrugun Sinha

Waqt say pehlay aur naseeb say zada agar kuch millay toe woh daydayna - tubb tuk ke liye teri dosti he kaafi hay (or something like that)

Amitabh : Mere paas bangla hai, gaari hai, makaan hai, paisa hai … tumhare paas keya hai…

Shashi Kapoor : Mere paas…maaa hai :teary1:

Amitabh: jaa ker pehlay uska sign le ker aao jiss nay likh diaa meray haath per, k mera baap chore hay.

BOND...................JAMES BOND!!

Tumhara Naam kia hay Basanti..... ? :D

Ham jahan kharey ho jayen, line waheen se shroo hoti hey.

Rishtey main toe hum tumharay baap luggtay hain. Naam hay Shahenshah

well the bond line only sounds good when Sean connery says it...:D

meine injection laga diya hai… ghabraane ki koi baat nahi

in 100043 hindi movie :halo:

waise my fav line is

O’ Behave :smiley:

WOH TARBOOZ NAHEEN MERA DIL THA!!!!

:rotfl: lol lol

My fav is

May tumhare bachay ki maa ban nay wali hoon!