Fateeeee

Re: Fateeeee

kia paka dia tha bhai ? :s
kaheen Machli kay paayay ya phir hari mirchi ka meetha to nai khila dia tha ? :-d

hmm… I know I know, har shadi insaan ka yeh sapna hota hay kay wo ‘kunwaaray’ ko bhi apnay jaisa bana dain … shadi shuda logon say ‘kunwaron’ ki hansti muskurati life daikhi nai jaati na .. :wink:
talking on experience :blush:

ps: u can show this to dagh :wink:

Laters… tahtah